Quetta ke unche paharon aur baghaat se hasil kiye gaye khalis aur qudrati badam aur akhrot. Hamari is category mein kaghazi badam, mamra badam giri aur patle chilkay wale akhrot shamil hain jo natural oils, vitamins aur omega-3 se bharpoor hain. 100% organic aur chemical-free